" Jab jab dard ka badal chaya jab jab gum ka saya lahraya jab aansu palko tak aaye jab ye tanha dil ghabraya hamne dil ko ye samjhaya dil aakhir tu kyou rota hai duniya me yuu hi hota hai"
"Ye jo gahre sanatte hai wakt ne sabko hi bante hai thoda gum hai sab ka kissa thodi dhoop hai sab ka hissa aankh teri bekar hi nam hai har pal ek naya mosam hai kyou tu aise pal khota hai Dil aakhir tu kyou rota hai"
Comments
Post a Comment